Maa
Pucho un nanhi jaano se jinke sir maa ka hath nahi
Sooni hai unki zindagi paas me jinke maa nahi..
Maa jaisa pyaar bhala kaha koi de paya hai?
Is poore sansaar me na maa jaisi koi maya hai
Maa ke bina adhoora hai jeewan ka ye saar
Vo sang hai to mehake hai sara sansaar
Pucho un nanhi jaano se jinke sang maa ka pyaar nahi..
Hai jinki zindagi me us jaisa koi yaar nahi

Comments
Post a Comment